Shayari | Sad Poetry Images | Urdu Poetry | Rekhta Shayari
Urdu Poetry is a form of art that is a way of expressing strong emotions through words. You will find a lot of online websites that host Urdu Poetry. However, not all of them are original. A lot of them are copied from other websites. So, the first step is to identify websites that offer original Urdu Poetry. Once you've identified such websites, you can go ahead and send Urdu Poetry to your friends and relatives. However, if you want to connect to your loved one on a deeper level, you can send Urdu poetry that is designed to express feelings of love and longing.
Baat Muhabbat ki naaa thii
Baat yaqeeen kii thii
Kitabayy ishaq men tumm ko
humm apna chain likhaty han
Ufff wo narm honton ka dheiray say kehna
mujahy jaanay do menayy jhaaroo b lagana hay
Baat karny k liay marti b hun
aur pehal karnay men darti b hun
Har baar bichrnay pay teray paon paray han
Chal iss bar tujhay dill say khudaa hafiz
Mill kar un say ,, kia howa hasil
Murshad
mufat me zindagi udaas kar baithay
Aray aik din aaey ga k hum soaen gay
aur humen uthanay walay buhat roen gay
Asool pakay dimaag khraaab
Sang saaanwla lekin dill saaf
Dosti agar sachii ho to
Khuda hafix k baad b baten khatam nahi hoti
Galay laga k manati hay wo mujhay har baar
me jaaan booojh k har rooz rooth jataa hun
Jinn say muhabat ki jati hay
unhen chora to jaa sakta hay
baanta kisi keemat pay nahi ja sakta
Chubhtay hen musalsal mujhay kaaanch k sapnay
khwaabon ko toraa hay meri aankh men kisi nayy
Ek aisaa dost zindagi men hona chaheay
k jis say baat karoo to sakoon mill jaey
Tumhen be wafa kehnay ki jurrrat to nahi lekin
itna zarooor zarooor kehna hay k wafaen yun nahi hoti
Baithey thay apni moaj me achaanak roo paray
yun aakar teray khiaaal nay acha nahi kia
Jo kabool kabhi na ho saki
meri zindagi ki wo dua ho tum
Insaan b to dastaa hayy
zehar daaal kar lafzon me
Khabar sab ko thi meray kachay makan ki
phir bhee loqon nay dua me bus barsaaat mangi
Itni zarkhaizz meri mitti nahii
aap ki yaad sookh jaaani hay
Jon ek nashhaaa hay
aur nashaa karna har kisi k buss ki baat nahi
Choor kar janay walay kia janay yaadon
ka boajh kitna bhaari hota hay
Tum aisay Shakhs ka nuqsaan jaan saktay ho
jo haath uthaaey dua ko magar dua na karayy
Haaey wo poocha baithay han sabab meri udaasi
Khudaara hmen to bahanay banana bhee nahi aatay
Dill tera naam leta rehtaa hay
aankh barssat gintii rehti hay
Teray baad hameesha adhooray rahay hum
hijaar khaa gia phir b pooray rahay hum
Tum Lehjay ki baat kartay ho
Mera to khoon bhee karwa hay
Nishaan phir bhee reh jata hay
sahib
Toot kar jur jana itna aasan nahi
Janay kahan basay gii tuu
janay kahan rahuun gaa men
Jon eliaa
Tawajja muhabbat ko jannam deti hay
Aur un say kehna
Izateen mera Rabb deta hay
Utarta nahi kambakht moat say pehlayy
Murshad
Ishaq asik aisa bukhaar hay
Ab to lagay ya dard he marham sa!!!
Mera Rabb wo hay
jo rooh ki azeat ko bhee jaanata hay
Pehar yun huwaa k us k baad
pehar kuchar huwa he nahi
Such ka buss wahi hissa karrwa hota hay
Jo hamaray baray me hota hay
Koi muntzarr sada nahi rehtaa
har Taluqq musaafrana hay
Aur phir us ka dill
aur meri aankhen bhar gaen
Ab takk dill khush feham ko
tujh say hen umeeden
Kabi munaafqat choor k aana
Tumhen mukhaalfat karna sikhaen gay
Bheegay bheegay rastay, Halki halki baarish
Ay dillay naadan sanbhall ja januaray chal raha hay
Yeh sumandar he ajazat nahi deta
warna
menay paani par bhee teray naqsh bna denay thay
Teray naa honay say zindagi me bus itni c kami rehti hay
men chahay laakh muskuraon in aankhon men namii rehti hay
Teray na honay say zindgi me bus itni c kami rehtii hayy
me chahay laakh muskuraon in aankon men nammi rehtii hay
Murshad hamara khwaab bikhar gia
Murshad wo aik shakhs bhee badal gia
Mujhay logon say kisi cheez ki tawaqu nahi hay
q k izzat naam or Shoohrat sab ALLAH deta hay
Kal tak hum say achaa nahi thaa
aaj hum hee un k kabil na thehray
This blog is dedicated to every person who is in love and has been hurt by their partners. All the sad love poetry has been written from the bottom of the heart by some of the greatest Urdu poets of all time. All these Urdu poetry SMS can be sent to your loved ones via mobile.
Wo kaagiz aaj bhee phoolon ki tarha mehakta hay
jiss par tum nay mazaq me likha tha mujhay muhabat hay tum say
Tumhaari deed pay aankon ki umar bandhen hum
Tumharay naam peh dharkan chalay ijazat hay
Meray gosha-ey-fikar me meri jan say bhee azeez tar
Aissa bhee ek shakhs thaa jo mila nahi aur bichaar gia
Aik teri muskuraahat ko azzeez rakha hay
tu kia janay tujhay dill k kitnay qareeb rakha hay
Haar jati hun wo jab meri daleelo k sabab
koi tuhmat meray karddar pay rakh deta hay
Jang iblees aur Khuda ki thi
aur hum lut gaey aqqeedat men
jon elia
Kaisay mumkin thaa koi daag dikhai deta
hum nay daikha tha usay ishaq me andha ho kar
Nazdeek aakar daikh meray ehsaas ki shiddat
kitna dhrakta hay yeh dill ek tery naam say
Nazdeek aakar daikh meray ehsaas ki shidat
Kitnaa Daharktaa hay dill ek teray naaam say
Meray zakhmo ka ilaaj kuch yun kia
murham bhee lagaea magar khanjar ki noak say
Chali gai to phir laut kar nahi aaon gi
iss qadar naa satao buhat udaas hun
Wo kehnay lagay suna hay shairi bhee kartay ho
abb unhen kon btaey k muhabbat kiii thii
Mujhay tuu psand theee tumhaari awaaz
aur phiir tum nay raabta hee tor dia
Dill karta hay uss k seenay me dill ban k rahoon
wo dharkan ko sanbhalay aur men dharktaa rhoon
Aur meray nazdeek muhabbat men pakeezgi jaiz hay
aisi paakeezgi jo aap k sar par say duptaa bhee na utarnay day
Yaad rakhna
milnay ko tarsaa dun ga
Tumhaara naam sunty he chehra khil sa jata hay
muhabbat kitni karta hun andaaza khudd laga lena
Meri mehfill me kr k andheeray
apni mehfil sjaey howay han
Ab meri deed ki dunia bhee tmashai hay
tunay kia mujh ko muhabbat me bna rakha hay
Gaey waqat ki chand saeten
loat aaen to kia tamasha ho
Tmaaam umar intzaar kar len
magar yeh ranj rahay ga k zindagi kam hay
Koi dill me achanak he aabsa thaa
muhabbat ki nahi thii bus hogai thii
Tumhen yeh fakhar to hasil hay tumko chaaha gia
hamaray paas ya ehsaas bhee adhoora hay
Kabhi yak ba ak tawaja kabhi dafa ttun tugafill
mujhay aazma raha hay koi rukhh badal kar
EK chooti c galti par mujhay wo choor gia
jesay sadion say meri galti ki talash me tha
Gar khamooshi ho to mat chairiay guraiz kijiay
hamaray seenay men ab been karti hen talkhian hen
Toofan men kashtiaan
aur ghmand men hastian
doob jaati hen
Poetry is the most beautiful form of art that's loved by all. Poems are a great way to express feelings and emotions that only the poet could understand. When a poet writes a poem, it can be about anything. It can be about the speaker's life experiences, love and romance, nature, injustice, and any other worldly thing. Urdu poetry is one of the most famous and popular forms of poetry in the world. Urdu poetry is full of emotion, passion and feelings. It is sometimes called Hindi poetry, as Hindi is just another name for Urdu. Urdu poetry is not only written in the Urdu language, but is also written in the Hindi language. Urdu poetry is a combination of Persian, Arabic and Turkish poetry, so it is not surprising that it is so popular. The Urdu language is one of the most spoken languages in the world, after Mandarin Chinese and English. So, it is not surprising that poetry in this language is so popular.
lekinn mujh ko aisa lagta hay
tum to meray saath raho gi
me tanha reh jaon ga
Jahan jahan khaamosh hoon men
kabhii wahan wahan sun na mujhay
Rukhay yaar pey likh aisa kaalm ay dill
jiss ko bhee sunaon wo deed ko tarsay
Yeh fitrat
yeh adawten
yeh andaazay guftgoo
sanbhal jao , tumhen muhabbat ho rahi hay
Gham ki parchaaian yaar ki ruswaaiaan
wah ray muhabbat tera dard aur teri dwaian
Hum wqat guzzarnay walay nahi ronaqay mehfill hen
zindagi bhar yaad karo gay k zindgi me aaea tha koi
Zindgi ka hissaa bana kar hamen
mukhtasar sa kisssa bna gaey ho tum
Muaafian kabhi bhee
takleef ka khsaara ada nahi kar saktin
Aahista aahista khatm ho jaen gay
gham na sahi hum he sahi
Muahbbat me shiiddat maani nahi rakhti
muhabbat me izzat maani rakhti hay
Jisay haasil na kar sako
usay badnaam bhee na karoo
Mujhay btao kahan say milta hay
menay bhee khreedna hay pathar ka dill
Me sochta hun jab kabi salooon baad
me tumhen yaad aaon ga to kia
tum khud say nazren mila pao gi?
Teray ishaq par dhaltay he
meray shaam k kissay
khaamoshi say maangi hoi
duaa ho tum
Ajeeb tarha ki azzeat hay in dinoo mola
tumhen pata bhee hay lekin btana par raha hay
Muskuratay raho sahib
zindagi do din ki hay
Kisi ko psand aana buhat aasan hay
hameesha us ki psand rehna mushkill hay
Tmaam umar ab azeeat day ga mujhay
wo chand roz jo mujh men qiam tha tera
WO aam c larki soch khaas rakhti hay
wo dunia ko nahi Rabb ko pass rakhti hay
Chaand nikla na tum nay di dastak
aaj ki shaam kitni bojhal hay
Logon say dooe rahiay sahib
apna bna k choor detay han
Qatra qatra jo tapakta hay tera gham mujh men
me kisi roz teray dard say bhar jaon ga mar jaon ga
Jeenay ki waja dhoonda karo
mar to ek din wesay bhee jana hay
Ishaq men mubtlaa shaks k mutabiq
dunia ki kull abadi sirf aik shaks hay
Na jee bhar k daikha na jee bhar k baat ki
beri aarzzo thi ek mulaqat ki
Tmaam umar ab azzeat day ga mujhay
wo chand roz jo mujhh me kiaam tha teraa
Band galion men teri yaad k aasaib mujhay
nooch dalen gay kisi roz pee k laho mera
Likh denay say keh denay say
boojh halkay kahan hotay han